Tuesday, November 16, 2010

Parting tips some twenty years back!

खिड़की से बहार हाथ मत निकलना। कोई कुछ खाने को दे तो मत लेना। गलत अड्डे पे मत उतर जाना। टाइम से गोली ले लेना।रिक्क्षा वाले का नाम पूछ लेना। पहुँचते ही एक पोस्ट कार्ड लिख देना। और। चलो बस चल पड़ी है!

1 comment:

CrapSoul said...

Aur aajkall ke mahaul mei - Khoye kee burfi aur paneer matt kharidna bazar se : Bahut milavat hei, Army Canteen kee daru kaa jugaad karr lenaa thekey parr toh aajkal nakli capsule vaali milne ke chance hei - aur iss bahane Captain sahab ke bhi 2 paisey bann jaengey aur desh kaa paisa desh mei hee reh jaegaa, revolver loaded rakhnaa highway parr raat ko drive kartey hue aur koi jabardast gaadi rokey toh pehle goli chala denaa - Iss bahaney hamaarey Bhalla sahab bhi retirement sey pehley Self-Defence mei case farigg karr dengey, aur gloves pehen karr hee rishvat lenaa - nahi toh vigilance peechley paanch saal kaa kamaaya hua dharti phaad ke nikal lengey......Bass ek Karamyogi ke liye yahi chhotti-moti etiyaat ke cheezein hai baaki toh ghor kaliyug hei - kavaa peg banaegaa aur hans ludhkae jaegaa...Jan gan mann Bharat Bhrasth Vidhataa jaiyo hei jaiyo hei jaiyo jaiyo jaiyo hei .....May god keep on blessing me and my ilk with transitional spirit....Regards!!!